Smartphone ko hacking se kaise bachaye ? Hello friends aaj ham batane wale hai ki Smartphone ko hacking se kaise bachaye ? Mobile ko hack h...
Smartphone ko hacking se kaise bachaye ?
Hello friends aaj ham batane wale hai ki Smartphone ko hacking se kaise bachaye ? Mobile ko hack hone se kaise roke ?. hacking kya hai ? iske baare me hamne aapko pehle bhi bata dia hai.
Aaj ke is virtual world me hacking bahut badh rahi hai, or baar baar hamare sab ke upar hacking attack ho rahe hai isliye hame laga ki hamare visitors ko hacking se kaise bache uske baare me jankari share kare.
Waise to ham hamare smartphone ko ek dam free mind ho kar use karte hai, lekin hamari yahi ek chhoti si galti hackers ko invitation deti hai, or hamare smartphone ko hack karna aasan ban jaata hai.
Hackers se apana mobile kaise bachaye ? Waise to hamari security hamare hath me hoti hai, isliye android smartphone ka use karte time thoda dhyan rakhe taaki aapka smartphone hacking attack se bach sake.
Agar ham baat kare hackers ki to duniya me bahut saare hackers hai unme se bahut saare Android hacker hai kyuki duniya me sabse jyada android operating system use hota hai to jahir si baat hai ki usme data bhi jyada milega.
Isliye aapko apane mobile ko hacking se bachana hai to kuchh chhoti chhoti baato ka dhyan rakhana padega.
Read Also :
Hamesha operating system ko up to date rakhe. Smartphone ko hacking se bachane ke liye yeh sabse aasan tarika hai.
Bahut baar aapne dekha hoga ki smartphone ne system update ya software update ka notification show hota hai, to kabhi bhi apne smartphone ko update karne me time na de. Jaise hi new update mile turant hi update kar le.
Iske sath hi aaj apane smartphone me jo bhi applications ka use kar rahe hai usko bhi update karte rahe.
Agar aap apana smartphone update rakhate hai to hackers aapke phone ko jaldi se hack nahi kar sakta hai,
Pin ya fir password ka use kare. Aapke smartphone ko safe or secure rakhane ke liye hamesha apane mobile me Pin ya password lagaye rakhe. Or kosis kare ki aap jo password ka use kar rahe hai wo thoda hard ho.
Kyuki aaj kal ke digital smart hackers ke paas kuchh ese tools bhi hote hai jo random passwords try karke aapke smartphone ko aasani se unlock kar sakte hai.
Aap apane smartphone ko antivirus program ka use karke bhi safe rakh sakte hai, aap chahe to apne smartphone me best security apps ko bhi install kar sakte hai,
Lekin ek baat ka khas dhyan rakhe ki koi bhi paid antivirus ko free me download kabhi mat kare kyuki usme pehle se hi virus vali files attached hoti hai.
Kai baar ham apne smartphone me koi bhi unknown app ko install kar lete hai. Jaise ki paid apps free ne download, cracked software or premium tools. Lekin yahi hamari sabse badi galti hoti hai, or hackers hame thodi laalach de kar hamare smartphone ko aasani se hack kar lete hai.
Unsafe or Free Wifi ka use hame nahi karna chahiye, kyuki iske jariye hamari personal details leak ho sakti hai, isliye hamesh secure WIFI ka use kare.
Jab Bluetooth or WIFI ka use karte hai tab Internet data connection turn off karke rakhe, esa karne se hackers aapke smartphone ko hack nahi kar sakte hai.
Bahut baar hamko baar baar password enter na karna pade or yaad naa rakhana pade isliye ham apane bahut se accounts ke password apne browser me save kar lete hai,
Agar aap apne browser me koi bhi password ko save karte hai hackers sirf aapke ek device ko hack karke aapka pura data bhi hack kar sakte hai.
Isliye hamesha dhyan rahe ki apne android browser me galti se bhi koi password save na kare.
Hackers se bachane ka yeh sabse achha tarika hai, apane SMS box ko lock karke rakhe jaha par aapke all accounts ke OTP milte hai .
Kai baar hackers aake SMS ko hack kar lete hai or uske baad aapka sab kuchh hack ho sakta hai.
Iskiye hamesha apne message box ko password laga kar secure kare.
Friends aaj hamne bataya ki Smartphone ko hacking se kaise bachaye ? Phone hack hone se kaise bache, smartphone hack hone se kaise roke .
Ummid hai aapko hamari jankari pasand aayi hogi. To is useful information ko apane friends ke sath or social media par share jarur kare. Or is topic se related koi sawal hai to comment kar sakte hai.

1. System Update kare.

2. Password ka use kare.
Pin ya fir password ka use kare. Aapke smartphone ko safe or secure rakhane ke liye hamesha apane mobile me Pin ya password lagaye rakhe. Or kosis kare ki aap jo password ka use kar rahe hai wo thoda hard ho.
Kyuki aaj kal ke digital smart hackers ke paas kuchh ese tools bhi hote hai jo random passwords try karke aapke smartphone ko aasani se unlock kar sakte hai.
3. Antivirus ka use kare.
Aap apane smartphone ko antivirus program ka use karke bhi safe rakh sakte hai, aap chahe to apne smartphone me best security apps ko bhi install kar sakte hai,
Lekin ek baat ka khas dhyan rakhe ki koi bhi paid antivirus ko free me download kabhi mat kare kyuki usme pehle se hi virus vali files attached hoti hai.
4. Unknown Apps ko install na kare.
Kai baar ham apne smartphone me koi bhi unknown app ko install kar lete hai. Jaise ki paid apps free ne download, cracked software or premium tools. Lekin yahi hamari sabse badi galti hoti hai, or hackers hame thodi laalach de kar hamare smartphone ko aasani se hack kar lete hai.
5. Unsafe or Free WiFi use na kare.
Unsafe or Free Wifi ka use hame nahi karna chahiye, kyuki iske jariye hamari personal details leak ho sakti hai, isliye hamesh secure WIFI ka use kare.
Jab Bluetooth or WIFI ka use karte hai tab Internet data connection turn off karke rakhe, esa karne se hackers aapke smartphone ko hack nahi kar sakte hai.
6. Browser me Password Save na kare.
Bahut baar hamko baar baar password enter na karna pade or yaad naa rakhana pade isliye ham apane bahut se accounts ke password apne browser me save kar lete hai,
Agar aap apne browser me koi bhi password ko save karte hai hackers sirf aapke ek device ko hack karke aapka pura data bhi hack kar sakte hai.
Isliye hamesha dhyan rahe ki apne android browser me galti se bhi koi password save na kare.
7. SMS lock kare.
Hackers se bachane ka yeh sabse achha tarika hai, apane SMS box ko lock karke rakhe jaha par aapke all accounts ke OTP milte hai .
Kai baar hackers aake SMS ko hack kar lete hai or uske baad aapka sab kuchh hack ho sakta hai.
Iskiye hamesha apne message box ko password laga kar secure kare.
Final words.
Friends aaj hamne bataya ki Smartphone ko hacking se kaise bachaye ? Phone hack hone se kaise bache, smartphone hack hone se kaise roke .
Ummid hai aapko hamari jankari pasand aayi hogi. To is useful information ko apane friends ke sath or social media par share jarur kare. Or is topic se related koi sawal hai to comment kar sakte hai.
बहुत अच्छी post है सारे facts बहुत ही जरुरी हैं स्मार्ट phone को hacking से बचाने के लिए |
ReplyDeleteभाई अच्छा टेक्नोलॉजी ब्लॉग बनाया है हिंदी में
Health, Happiness और Spirituality से related जानकारी हिंदी में पढ़ने के लिए आप INDIAN Guruz पे जा सकते हो |