Best 5 Apps For Photo movie making hindi. Picture se video creat karne ke liye kare yeh 5 apps ka use. Aaj mai aapko Best 5 Apps For Photo...
Best 5 Apps For Photo movie making hindi. Picture se video creat karne ke liye kare yeh 5 apps ka use. Aaj mai aapko Best 5 Apps For Photo movie making hindi ke baare me kuchh interesting jankari debe wala hu jo ki aako bahut pasand aayegi. To chalo dekhte hai kuchh naya.
Aaj kal internet par apne khud ke photos ka video creat karke share karne ka ek trand chal raha hai, sabhi log apne apne photo ke video bana kar social media par share kar rahe hai,
To doto agar aap bhi apne koi bhi photos ke video creat karke usko apne dosto or social media friends ke sath share karna chahate hai to aaj mai aapko bataunga Best 5 Apps For Photo movie making hindi.
Yaha par ham aapko top 5 android apps ke bare me batane wale hai jiski help se aap badi hi aasani se Cool music ke sath photos ko video me convert kar sakte hai,
1. Viva video
Viva video editor ek bahut hi best vieo editor hai jiski help se aap aasani se apne photos ke video bana sakte hai,
Viva video Editor me user ko slide show me koi bhi photos ko select karna hota hai, or sath me hi aapko apne pasand ka video them, music or video timing set karna hota hai,
Or agar aap viva video app ke expert hai to aap ek bahut hi achha video bana sakte hai yaha par or wo bhi bilkul free me.
Aap chahe to viva video ka premium version bhi purchase kar sakte hai.
2.Video show
Video show app bhi bilkul viva video ki tarah hi kaam karta hai, isme bhi aapko shandar editing features milenge.
Yaha par aako bahut hi badiya thems bhi milte hai jisko use kar ke aap apne video ko or bhi shandar bana sakte hai.
Is app se aap apne video ke main background me koi bhi photo bhi add kar sakte hai. Or sath me yaha par bhi aapko effects, transition, stickers, or bahut kuchh milega, or yaha par aap doodle bhi bana sakte hai.
3.Quik
Quik sabse best video editors mai se ek hai jo ki android market me available hai, Quik video editor bahut sari best and cool them se bhara pada hai, jo aapke har ek videos me automatic set ho sakti hai aapko koi setting nahi karna padega,
Quik app ki help se aap video me music or text bhi add kar sakte hai, or is app me aako doodle or stickers add karne ka feature nahi milega, lekin status creat karne ke liye quick app best hai,
4.Filmorago
Filmorago app ko use karna aapke liye bahut hi easy hai, isme aapko bahut saare thems and filter mil jaate hai, aap is app me overlay ka use bhi kar sakte hai, or video me tital add kar sakte hai or aa jo bhi photos ko is app me add karte hai usko cut or edit kar sakte hai,
Or ek feature bahut khaas hai ki aap chahe to us app se apne video me direct apna voice bhi add kar sakte hai,
5.Pixgram
Pixgram app ki help se aap beautiful and nice slide show bana sakte hai, or agar aap apne sludeshow me koi extra feature ka use nahi karna chahate or sirf photo movie creat karna chahate hai to aap is app ka use kar sakte hai, iski help se aap ek dam clean video bana sakte hai,
COMMENTS