Best 3 apps for learning yoga | Yoga kaise kare uski puri jankari hindi me Hii dosto .... Aaj mai aap sab ke sath hamari life ke bare me b...
Best 3 apps for learning yoga | Yoga kaise kare uski puri jankari hindi me
Hii dosto .... Aaj mai aap sab ke sath hamari life ke bare me bat karne wala hu ,kya aapne kabhi bhi apni life me ye sab notice kiya hai ki ham sab din bhar kitana kam karte hai or kitana aaram karte hai or kitana khana khate hai ?.
Jaise jaise jamana digital hota jaa raha hai waise waise ham sab bahut hi lessy (Aalsi) bante jaa rahe hai, ham sab ko har kam kam se kam time me pura karna hota hai, or ham iske liye koi na koi shortcut nikal lete hai, jiska hame aaj to bada fayada hota hai lekin aage jaa kar uska nuksan hi hone wala hai, jaise ki ham sab aaj kal bahut mobile ka use karte hai, jyada time baithe hi rehte hai ya fir sote rehte hai, isase hamare body ko jitana kam karna chahiye utana nahi kar pata or fir ham bimar pad jate hai or doctor ke pas jate hai ya hospital jane lagte hai.
Aaj hamari life me yoga bahut jaruri hai, lekin fir bhi india ke logo yoga bahut kam hi karte hai, or isliye to aaj hamre desh me free yoga ke classes bhi rakhe jate hai taki ham jyada se jyada yoga ki taraf badhate rahe.
jara apne dimag par zor dal kar sochiye ki jab hamare purvajo ke jamane me yani ki old time me ye sab hospital or doctor koi nahi tha fir bhi hamare dada dadi healthy rehte the. Kyuki wo sab yoga karte the,
Or bahut mahenat karte the isliye bahut hi kam bimar padte the, to dosto aaj mai aapko yoga ke bare me hi batane wala hu , or 3 esi apps ke bare me bhi batane wala hu jiski help se aap bahut kam time me achhi tarah se yoga karna sikh sakte ho, to chaliye dekh lete hai ki konsi hai ye 3 apps.
1. Daily Yoga :
Is app me aapko 500 se bhi jyada yoga ki puri detail se jankari di gayi hai, or 100 se bhi jyada yoga classes ke video HD me dekh sakte hai, is app me 5 minutes se le kar 70 minutes tak ke yoga classes me hissa le sakte ho, is app me yoga ke sath meditation ke bhi classes ka bhi feature hai, ye app me music ke sath boot camp, body tenning, weight loss, strength, flexibility reflection, or body detoction ki bhi jankari or iske releted yoga bhi diya gaya hai, agar aapke body me koi problems hai to aap is app ki help se expert se suggestion le sakte hai ki kya karne se body ke problems thik ho sakte hai.

2.Yoga studio:
Agar aap abhi abhi yoga sikhane ki starting kar rahe hai to ye app aapke liye usefull hai, is app me 65 jitane yoga ke HD video or meditation ko free me dekh sakte hai, or isme aapke body ke anusar alag alag yoga classes me hissa le sakte hai, is app me detail ke sath or warning ke sath alag alag yoga ki 280 poze ke sath iski alag library bhi di gayi hai, jisme har insan apni body ke hisab se yoga sikh sakta hai, or isme apne jaise or peoples ko bhi friend bana sakte hai, lekin is app ko use karne ke liye aapko kuchh pay karna padega ye app google playstore me free available nahi hai,

3.Yoga.com:
Dosto ye app aapke liye sabse achha sabit ho sakta hai kyuki is app me HD video ke sath 289 tarah ke birthing exercise bhi sikh sakte ho, is app se aap apne body ke hisab se apne layak yoga classes search kar sakte hai, is app ki sabse khas bat hai ki isme har yoga ke liye ek 3D image available hai jisko dekh kar ham aasani se yoga sikh sakte hai, yoga ke sath is app me meditation ke classes bhi available hai, jo log abhi yoga me new hai or starting kar rahe hai unke liye ye app best hai, is app me 37 tarah ke alag alag yoga bhi sikhaya jata hai,

Dosto aapko ek bar in sab apps ko try karke dekhana chahiye taki aap bhi sahi tarah ke yoga sikh sakte hai
Last words:
Dosto agar aapko ye yoga wali jankari achhi lagi ho to aap isko apne friend ke sath share kare or kuchh samaj me nahi aata hai to comment me puchh sakte hai, or internet technology se releted koi bhi sawal ho to bhi aap comment karke puch sakte hai, ham aapki commnt ka wait karenge, Thank you.

very nice brother thank for sharing
ReplyDeleteTHANK YOU
Delete