Hello friends welcome to my blog " VIP GURUJI " aaj ke time me har taraf youtube and other social media ka trand badhata jaa raha...
Hello friends welcome to my blog "VIP GURUJI" aaj ke time me har taraf youtube and other social media ka trand badhata jaa raha hai wo ham sab ko pata hai. Or is trand ke sath chalne ke liye ham sab kai tarah ki new new apps ka use apne smart phone me karte hai . kabhi kabhi jab ham youtube me koi video tutorial dekhate hai tab hame us tutorial me hame mobile ki screen ko record karke dikhaya jata hai. Or is trick ko dekh kar ham sochte hai ki yaar ye kese karte honge. to dosto ye post aapke liye hi likhi gai hai aaj ham bat karenge ki ham apne Android mobile or wo bhi kitkat 4.4.2 ki screen ko record kese kar sakte hai without Root.
Aapko apne android ki screen record karni hai to aapko sabse pehle ek app ko apne phone me download and install karna padega uska name hai " Mobize Screen recorder"
1.
Sabse pehle aapko apne phone ke play store ko open karna hoga or fir search bar me search karna hoga " Mobize Screen recorder"
Sabse pehle aapko apne phone ke play store ko open karna hoga or fir search bar me search karna hoga " Mobize Screen recorder"
Jo apps aapke samne aayegi usme se aapko image me di gai app ko install karna padega
3." Mobize Screen recorder" aapke mobile me install hone tak wait kare fir aapko is app ko open karna hai . aap jab app ko open karoge to ye app me first time kuchh tutorial show honge or thodi si process hongi . all process finish hone ke bad aapke Mobile ki screen me side me ek pop-up show karega usko touch karke aap apne mobile ki screen ko record kar sakte hai
COMMENTS