Best 3 apps for time management in hindi me | Apna time save kaise kare

Best 3 apps for time management in hindi me | Apna time save kaise kare Hello friends....Aaj ham ek new topic par baat karne wale hai ki apn...

Best 3 apps for time management in hindi me | Apna time save kaise kare
Hello friends....Aaj ham ek new topic par baat karne wale hai ki apne time ko sahi tarike se manage kaise kare ? Ji ha dosto ! Aaj kal jyadatar logo ki yahi sabse badi pareshani hai ki wo apna time manage kaise kare. Or apna kam time par kaise kare,

Best 3 apps for time management in hindi me | Apna time save kaise kare


Ye mere blogger bhaio ke liye bhi best post ho sakti hai kyu ki jyada tar bloggers apne time ko sahi tarike se manage nahi kar sakte hai or fir apne blog ya website ko bhi time to time update nahi kar pate hai, agaraap ek blogger haito ye post aapke liye bhi best hai,

Jyadar log apne time ko sahi tarike se manage nahi kar pate ho bolte rehte hai ki yaar hamare pas to time nahi hai mai bahut busy hu .or bahut kuchh kehte hai, lekin aaj mai is post me un sabhi logo ko batane wala hu ki kaise apna time manage kare. Or sahi tarike se apna kam kare. Iske liye hame kuchh apps ki jarurat padegi jo google playstore par badi aasani se mil jayege,


Bahut se students bhi bahut baar mujse bolte rehte hai ki bhai time nahi hai . hame kuchh naya karna hai par hamare pas bahut hi kam time hai , to ye post students ke liye bhi best hai or is post ko pura padhan ke bad aap apni life me jyada nahi to thoda time to save kar hi loge, to dosto aapka jyada time na lete huye me aapko aaj 3 ese best apps ke bare me batane wala hu jiski help se ham apna time manage kar sakte hai,

1. Ever note :
Ever note ek aisa app hai jisme aap bahut hi aasani se time management karna sikh sakte hai, yeh app apki sabhi tarah ke vichar or notes ko save karke rakhane ki permission deta hai, ye app me aap koi bhi article, post, filem clip, video clip, or koi bhi webpage ko save karke rakh sakte hai jisko free time me aap aasani se dekh ya padh sakte hai,

Ye app research or multimedia presentation ke liye bhi best sabit hui hai,


Is app me aapke alag alag notes ko save karn ke liye alag alag or different font ki bhi system di gayi hai, or isme bahut sare or bhi achhe achhe features diye gaye hai, jaise ki note save karna, sketch save karna, photos ko save karna, Audio save karna, video save karna , PDF file ko save karna, web clipping ko bhi save karne ka feature isme diya gay hai, 

Ye sab features ki help se aap apne busy time me jo bhi kuchh achha dekte hai to usko is app me save karke chhod dena hoga or jab bhi aap ko  free time mile tab isko dekh lena hai, ek or achhi bat hai ki aap apne documents ko bhi Scan karne ke bad isme save kar sakte hai or jarurat padne par use bhi ksr sakte hai,
            DOWNLOAD Ever Note App


2. Focus booster :
Ye ek aisa app hai jisme aap apna jo kam karna hai usko time ke hisab se set kar dete ho to wo aapko time time par aapko yaad dilata raheg ki aapko aage ye kaam karna hai, ye online workers ke liye best app hai kyu ki isme time set karke chhod dene ke bad jab bhi aapka kam karne ka time start hone me thoda time baki hoga uske pehle hi ye app aapko bata dega ki aapko aage ye kam ko pura karna hai, fir chahe wo jo bhi kam kyu na ho,  jisase hoga ye ki aap apne kam ko time to time pura kar sakoge,



Is app ka ek or fayda hai ki aap apne mobile me konse app ya website par kitana time work karte ho ya surfing karte ho wo bhi usme bataya jata hai, or aapke dwara kiya gaya har ek kam ko ye track bhi kar sakta hai jisko aap bad me aaram se dekh bhi sakte ho,
Ye app me ek bahut badhiya feature diya gaya hai ki isme ek bar time set karne ke bat jab bhi aapka wo time aa jata hai tab ye aapke phone ko thodi der tak lock kar deta hai taki aapko apne Target ka pata chale or aap sahi work kare, or achha focus kar sake apne kam me.
          DOWNLOAD Focus booster

3. Toggle-time tracker :
Time table ke liye ye app best option hai , agar aapko apn har ek projects/ work par najar rakhani hai ki aap usme kitana time lagate ho or kitana time save karte ho to ye app aapke liye best app hai, aapne real me aapke projects or kam me kitana time lagaya hai uski real detail ye app aapko bata deta hai, jisko aap baad me dekh kar pata laga sakte ho ki konse kam ke liye aapne kitana time liya hai, jisase aap apna time achhi tarah se manage kar sakte ho, is app ko google plystore me se aap free me download kar sakte ho, or ek khas bat hai ki aap is app ko apne chrome browser ke sath connect karke apne data or account ko secure kar sakte ho.
            Download Toggler Timer

Last words:
I hope aapko ye jankari achhi lahi hogi or usefull lagi hogi to aap is jankari to apne friends ke sath jarur share kare, or sabko time management ki jankari de,
Agar aapka or koi sawal hai ya is post se releted koi sawal hai to aap comment karke puchj sakte hai, Thank you

COMMENTS

BLOGGER: 1

Join Telegram for Video
Disclaimer: Ulluseries.com does not promote or support piracy of any kind. Piracy is a criminal offence under the Copyright Act of 1957. We further request you to refrain from participating in or encouraging piracy of any form
Name

Actress,75,android,19,apps,26,Biography,3,blogging,2,Business,3,CAST,129,Download,82,Ebooks,2,Education,4,Exam,2,facebook,3,Festival,2,game,6,Games,4,google,4,guest post,1,Hacking,2,Health,3,Human Health,2,internet,12,IPL,2,IPL 2019,1,Jio,4,Latest-news,5,Lifestyle,3,make money,3,mobile,16,MX player,1,News,3,paytm,2,PUBG,4,Review,124,securety,5,Tech,3,Telegram,1,Tiktok,1,tricks,46,Ullu,21,Web Series,128,WhatsApp,3,Women Health,2,
ltr
item
Ullu Series - Dekhtey Raho: Best 3 apps for time management in hindi me | Apna time save kaise kare
Best 3 apps for time management in hindi me | Apna time save kaise kare
https://1.bp.blogspot.com/-0I6DhJueL2k/W3fpVOBo2ZI/AAAAAAAAAeE/AVo4mkPgEYI20vY5hn3637l2mb_RoZK_ACLcBGAs/s400/Apna%2Btime%2Bsave%2Bkaise%2Bkare.jpg
https://1.bp.blogspot.com/-0I6DhJueL2k/W3fpVOBo2ZI/AAAAAAAAAeE/AVo4mkPgEYI20vY5hn3637l2mb_RoZK_ACLcBGAs/s72-c/Apna%2Btime%2Bsave%2Bkaise%2Bkare.jpg
Ullu Series - Dekhtey Raho
https://www.ulluseries.com/2018/08/best-3-apps-for-time-management-in.html
https://www.ulluseries.com/
https://www.ulluseries.com/
https://www.ulluseries.com/2018/08/best-3-apps-for-time-management-in.html
true
1409821681030140700
UTF-8
Loaded All Posts Not found any posts VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POSTS View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH ALL POSTS Not found any post match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago Followers Follow THIS PREMIUM CONTENT IS LOCKED STEP 1: Share to a social network STEP 2: Click the link on your social network Copy All Code Select All Code All codes were copied to your clipboard Can not copy the codes / texts, please press [CTRL]+[C] (or CMD+C with Mac) to copy Table of Content