Android version Ko iOS Me Kaise Change Kare | Android phone Ko Iphone Kaise Banaye (without root) Hello dosto aaj ham aapko batane vale hai ...
Android version Ko iOS Me Kaise Change Kare | Android phone Ko Iphone Kaise Banaye (without root)
Hello dosto aaj ham aapko batane vale hai ek new intresting or majedar trick jo use karne se aapko maja aane vala hai, dosto aapne kabhi apna ansroid mobile ko IOS (Iphone) me change kiya hai ?
Iphone ka india me price bahut jyada hai (Rs.20,000-77,000), or isliye har insan iphone kharidana to chahata hai lekin sab kharid nahi sakte hai, lekin kuchh usefull androud app se ham hamare saste android smartphone ko iphone bana sakte hai,
Android system wale mobile ka india me price normal hai, (Rs.5,000-50,000) or is smartphone ko har koi kharid bhi sakta hai, leki aap apane 5000 vale phone ko bhi iphone ka look de sakte hai,
Sab log iphone ko kharidna chahate hai kyuki iska look and user interference bahut achha hai jo sab ko pasand aa jata hai, isliye aap jyada sad na ho aaj me aapko android ko iphone me converte karne ka trick dene vala hu,
Iphone ki tarah look dene ke liye Android ko rooted hona koi jaruri nahi hai, me yaha par ios custom Rom ko install karna nahi sikha raha hu, me to bas kychh ese apps and launcher ke bare me batane vala hu, jisko install karne se aapka android mobile puri tarah se iphone jaisa dikhega,
Android ko iphone ki tarah kaise banaye ?
Agar aapko iphone jaisa look apne Android me chahiye to aapko apne mobile me "CleanUI Android" app ko install karna hoga, ye sirf home screen ko nahi balki notification panel ko bhi iphonr ki tarah bana deta hai, contact, control center, dialer ko puri tarah se ios (iphone jaisa ) bana deta hai,
To chaliye jante hai ki step by step
android mobile ko iphone kaise banaye ?
Sabse pehele aapko apne mobile me google play store se Clean UI Launcher ko download and install karna hai,
Install ho jane ke baad isko active bhi kar de,
Homescreen par jaa kar setting hub option me jaye fir "Preference" option me jaye, or apne hisab se sab kuchh set kar dijiye, fir back jaye or "Components for cleanUI" me jaye, yaha se phone lock ma feature optimize kar sakte hai,
Friends lijiye ab aapka android phone lagbhag puri tarah se iPhone jaisa ho gaya hai,Agar aapko koi problems aati hai to aap comment karke bata sakte hai, ham aapki helo karne ke liye taiyaar hai, thank you
COMMENTS