Android Oreo 8.0 Features hindi me Hii.. Friends kya aapko pata hai ki google ne Android ka new OS version ko launch kar diya hai, or us ne...
Android Oreo 8.0 Features hindi me
Hii.. Friends kya aapko pata hai ki google ne Android ka new OS version ko launch kar diya hai, or us new version ka name hai ANDROID OREO. jisme 8.0 ka version diya gaya hai. Ye Feature hame bahut usefull bhi hai or tabhi to google ne isko launch kiya hai, to chaliye jante hai ki kya hai isme new..
ANDROID OREO 8.0 ME KYA KYA FEATURES HAI ?
Android oreao 8.0 ab aapke phone me bhi sho karne lagega or agar aapke phone me ye update nahi hai to bhi aap custom rom ko download karke apne android ko oreo me update kar sakte ho,
Android ne apne sabhi OS ka name alphabetically serial me rakhe hai, jo chhote bachhe ko bhi yaad reh sakte hai, google apne all versions ka name alphabetically serial me or kisi khane wali chiz par rakhata hai,
21st August 2017 ko America me puri tarah se Solar Eclipse tha or us din google ne android oreo 8.0 ko launch kiya.

Bahut se log ne Android o ka means kuchh alag hi socha tha lekin google O means Oreo bataya hai, users ko android O se bahut sari ummid hai , jo features 7.0 me nahi the wo shayad 8.0 me mil jayenge,
Bahut se logo ne Android O me O ka means kuch aur socha tha lekin Officially Google ne O means Oreo bataya hai. Users ko Android O se bahut umeed hai jo features Android 7.0 me nahi tha sayad new version hoga.
Oreo Me Kya Features Hai ?

isme kya features honge wo kisi ko nahi pata. Or Google ne officially launch karne ke baad iske all fetaures bata diya hai jise me hindi me apke sath share karne wala hu.
Me apko Android 8.0 (Oreo) ke sabhi features batane vala hu...
multitasking:
Agar aapko ek hi time pa ek se jyada apps par work karna pasand hai to aapke liye ye feature best hai , isme multitasking ka bahut hi achha feature diya gaya hai, aapke Phone ki screen ka size chahe kuch bhi ho, lekin aap is version me Ek sath 2 application ko aaram se use kar sakte ho, Youtube and Google DUO me ye features pahle se hi diya gaya hai.aap youtube par video delhate dekhate whatsapp par chat kar sakte ho,

Notification:
Aapko shayad pata hoga ki android Nougat me sirf kuchh hi notification features ko change kiya gaya tha, lekin Oreao me esa nahi hai isme to bahut jyada changes kiye gaye hai, jab aapko koi app ka notification milenga to wo app me hi show hoga or jab aap app ke 3 dots par click karoge tab aapko wo notification dikhega,
Example ke liye me apko bata raha hu ki agar apko facebook par koi notification mila hai to wo Notification bar ki jagah Facebook application me 3 dots dikhayi dega jispar click karne se Whatsapp message ka notification aap dekh sakte ho.

Battery Life Increase:
Dosto aap jante hi honge ki aaj kal hamara smartphone jitana smart ho raha hai uske samane iski battery itani jyada smart nahi hoti hai, or jaldi hi discharge hp jati hai, lekin Oreo 8.0 me iske liye kuchh khas feature hai , Android Oreo ke developers ne promise karke kaha hai ki old operating system se jyada is phone me battery chalegi. Kyuki ye version background me chal rahe all process ko stop kar deta hai jaise ki ,automatic scan, wi-fi boost, me automatic stop kar deta hai, Jisase hamare phone ki battery backup adhik hoga aur sath hi me hamara phone bhi double speed se chalega.

Username & Passwords AutoFill :
Dosto yadi aap apne phone me ek hi time par bahut sare social account use karte hoge or un sab ke liye alag alag password ko yaad rakhana aapke liye kafi hard hoga, isko dhyan me rakhate huye google ne is 8.0 ke Oreo ke version me Username & Passwords AutoFill karne ka feature bhi diya hai, jaise hi aap koi site ya app ko open karoge to aapka ek bar add kiya gaya password automatic fill ho jayega,

Last word.....
Or Dosto jaisa ki aap sabhi jante hi hai ki Android apne sabhi purane OS se is bar new and best version lekar aaya hai. Iske all features Android Nougat ,
Lollipop and Marshmallow se best hai. Jaldi hi hamko iske phone market me mil jayenge , agar aapko meri jankari achhi lagi to is post ko share kare,Thanks

COMMENTS